jokes collection
advertisement
More Jokes
advertisement
3 ladke marne k baad yamlok pahunche....jahaan unke karmo k aadhaar par fal baanthe jaa rahe the....
chitragupt pahle ladke ko yamraaj k saamne laaya...
yamraaj ne poocha..."iska kya kusoor hai..."
chitragupt.."maharaj isne apne jeevan mai ek cheenti ko maara hai.."
yamraaj ek badsoorath ladki ko bulwaaya aur kahaa ki is ladke ko uske saath hathkadi baand kar chod do...
Pfir chitragupt ne doosre ladke ko yamraaj k saamne laaya....
Yamaraj..." isne kya kiya hai"
chitragupt.."maharaj isne bhi ek cheenti ko maara hai"
Yamraaj ne ek aur badsoorath ladki ko bulwaa kar uske saath is ladke ko bhi hathkadi bandhwaa kar chod dia....
Ab aayi theesre ladke ki baari..
yamraaj" ab isne kya kia hai..."
Chitragupt.." Maharaj isne apne jeevan mai koi kusoor nahi kia "
Yamraaj ne ek khoobsoorath ladki ko bulwaaya aur kaha ki iske saath hathkadi lagwaa k chod dia jaaye is ladke ko...
is par ladka hairaan ho kar poocha...."jab maine koi gunaah nahi ki hai tho ye hathkadi kyu...?????"
is par yamraaj ne kaha..." is ladki ne apne jeevan mai ek cheenthi ko maara tha..."!!!!!!!!!!!!

Rate this Joke:

advertisement
similar jokes MORE JOKES FROM THIS CATEGORY highly rated MOST POPULAR JOKES FROM THIS CATEGORY
 

advertisement
Submit a Joke
Bookmark/Discuss
mail this joke MAIL THIS JOKE TO A FRIEND
Your Name:
Your e-Mail:
Your Friend's e-Mail:
  Home | Contact Us   
  Partner Websites: MaxAbout.com