|
|
|
|
|
More Jokes
|
|
aik admi shadi karna chahta hay to apne friend say poochta hay k batao main kya karoon.
us ka friend kahta hay hai newspaper main add de do k mujhay biwi chahiye.
Admi aisay hi karta hay.
kuch din baad woh apnay friend k paas aata hay or kahta hay k main bohat parayshan hoon samjh nahi aati k kia karoon.
us ka dost pochta hay k kion kiya hooua?
woh kahta hay k mainay news paper main add dia k mujhay biwi chahiye to mujhay itnay saray Husbands nay khat likhay hain k meri biwi lay lo meri biwi lay lo.
Rate this Joke:
MORE JOKES FROM THIS CATEGORY
|
MOST POPULAR JOKES FROM THIS CATEGORY
|
|
Bookmark/Discuss
|
|
MAIL THIS JOKE TO A FRIEND
|
|
|
|
|